Director: Priyadarshan
Producer: Kumar Mangat Pathak
Star Cast: Ajay Devgn, Akshay Khanna, Bipasha Basu, Paresh Rawal, Reema Sen, Amita
Music: Pritam
Lyrics: Irshad Kamil
Cinematography: Thiru Ranga
Release Date:
Lyrics Song List
Tere Ishk Se Mitha
Man Ki Mat
Ramkatha
Sasural Munia
Saude Bazi
Lyrics Song: Tere Ishk Se Mitha
Singer: Kalpana Patowary, Ajay Jhingran
Tap tap tapke, rosni
Chait chaand ki, chaand ki chaasni
Mann mein iss ka cho bhara
Rass ki pyaali, pyaali main bani
Maine dekh liya hai sab chakh kar – 4 times
Tere isak se meetha kuch bhi nahi – 2 times
Na sehad, na seera, na sakkar – 2 times
Tere isak se meetha kuch bhi nahi – 4 times
Main tupka tupka kadvi thi
Mann qatra qatra zehar bujha
Meri har ik baat ko nain hui
Tann pal pal jal ke roz bujha
Main tupka tupka kadvi thi
Mann qatra qatra zehar bujha
Meri har ik baat ko nain hui
Tann pal pal jal ke roz bujha
Mere deh pe dastak raaton ki
Aur namak bhari kuch baaton ki
Mere deh pe dastak raaton ki
Aur namak bhari kuch baaton ki
Na baat na karti hai barh kar
Maine dekh liya hai sab chakh kar
Tere isak se meetha tha tha ..
Tere isak se meetha kuch bhi nahi – 4 times
Jagmag jilmil lehrein jholi
Jagmag khelein aankh macholi
Bher bhaandh ki meethi boli
Jor bhi de o natkhat boli
Jagmag jilmil lehrein jholi
Jagmag khelein aankh macholi
Bher bhaandh ki meethi boli
Jor bhi de o natkhat boli
Tarpa na tarpa na tarpa na
Mann mehnga mehnga mangta hai
Tann maati maati mol bikey
Mann mehnga mehnga mangta hai
Tann maati maati mol bikey
Iss tann ke grahak laakhon hain
Koi mann ka na khareedaar dikhe
Iss mann ki basti mein paagal
Ik pal ki masti mein paagal
Iss mann ki basti mein paagal
Ik pal ki masti mein paagal
Har gudh, misri ko hans kar
Main ne dekh liya hai chakh kar
Tere isak se meetha kuch bhi nahi – 2 times
Na sehed, na seera, na sakkar – 2 times
Tere isak se meetha kuch bhi nahi ..
Lyrics Song: Man Ki Mat
Singers: Rahat Fateh Ali Khan
Ishq mushk bedaar na koi
Mann se badh kar, chor na koi
Bin aag badan sulga de ga
Yeh rag rag rog laga de ga
Man ke mat pe mat chaliyo, yeh jeetay jee marwa de ga – 2 times
Mashooq mohalle mein jaa ke, besabra rog dagha de ga
Man ke mat pe mat chaliyo, yeh jeetay jee marwa de ga – 2 times
Oo mann ki mandi, mann beyopaari, mann hi mann ka mol karey – 2 times
Bhool bhaal ke nafa munaafa nain tarazu tol karey, nain tarazu tol karey
Khud hi mol badha de manwa, khud hi mol badha de manwa
Khud hi mol chupa de manwa
Khud hi bhao gira de ga
Man ke mat pe mat chaliyo
Mann ke mat pe mat chaliyo, yeh jeetay jee marwa de ga – 2 times
Mann behkaaye, mann bhatkaaye, mann batlaaye sau raste – 2 times
Mann ki mat mein pyaar hai mehnga, praan pakheru hain saste, praan pakheru hain saste
Mann se thodi anban rakhna, mann se thodi anban rakhna
Mann ke aagey darpan rakhna
Manwa shakal chupa le ga
Man ke mat pe mat chaliyo, mat chaliyo, mat chaliyo
Man ke mat pe mat chaliyo, yeh jeetay jee marwa de ga – 2 times
Mashooq mohalle, mashooq mohalle mein jaa ke, besabra rog dagha de ga
Man ke mat pe mat chaliyo ..
Lyrics Song: Ramkatha
Singers: Sukhwinder Singh
Toh bholo siya pati ramchandra maharaj ki jai
Pavan sut hanuman ki jai
Jai ho
Suno suno ram katha yeh
Har legi sakal vyatha yeh
Dashrath ke sukh ki gaatha
Purshon mein jo uttam tha
Suno suno suno woh adhyaye
Jab purshottam shri ram ne
Lanka pe kar ke chadayi
Raavan ko dhool chatayi
Aur sita bhi wapas aayi
Suno suno suno sunaun
Kalyug mein satyug darshaun
Subh subh subh sandesh sunaun
Ram siya ke gun main gaaun
Suno suno ram katha yeh
Har legi sakal vyatha yeh
Dashrath ke sukh ki gaatha
Purshon mein jo uttam tha
Purshottam ram jagat ke
Pavan putra ram bhakat the
Lacchman the dhaal se bhaari
Lanka pe hui chadayi
Phir ram ji ne apni ardhangani mata sita ko paaya
Purshottam ram jagat ke
Pavan putra ram bhakat the
Lacchman the dhaal se bhaari
Lanka pe hui chadayi
Toh bolo siya pati ram chandra maharaj ki jai
Lanka pe lankesh hara ke
Dekh teer shamseeron se
Chale ayodhya ram palat ke
Veeron se randheeron se
Adhron pe muskaan dhari
Bhuja mein apni maan bhara
Jai jai jai ram hui
Aur lanka mein lankesh mara
Ram chale toh sevak bratha saath chale
Gaaon gaaon mein ram siya ki baat chale
Jahan jahan se raam ki sena guzar rahi
Umad gumad ke jungle aaye aaj wahin
Shor machaye jashn manaye
Ram siya ke darshan paaye
Jai jai jai jaikal bulaayein
Pag pag pe deep jalayein
Arrey suno suno ram katha yeh
Har legi sakal vyatha yeh
Dashrath ke sukh ki gaatha
Purshon mein jo uttam tha
Aur us ke baad sab mil kar ayodhya laut aaye
Khushi ke palchin uss pal beetay
Ek murkh jab bola aise
Ram hain keval lanka jeetay, lanka jeetay
Kya paaya hai sita ko ram ne paawan
Kya pawanta ko bhang kar gaya paapi raavan
Ram yeh sun ke reh gaye mann se reetay reetay
Agni pariksha de do bole paawan sitey
Agni pariksha
Asur dhara ne manwa seencha
Sita ne di agan pariksha
Achhayi ki jeet sunischit hoti hai
Sachaayi hi sabse menhga moti hai
Hua daam ko tha sir neecha
Safal ho gayi agan pariksha
Arrey safal ho gayi agan pariksha
Gad gad ho ram yun bole
Paawan se bhed yun khole
Satya aur prem kabhi na
Mrityu ke aagey dole
Suno suno ram katha yeh
Har legi sakal vyatha yeh
Dashrath ke sukh ki gaatha
Purshon mein jo uttam tha
Toh bolo siya pati ramchandra maharaj ki jai
Pawan sut hanuman ki jai, jai ho
Lyrics Song: Sasural Munia
Singers: Shreya Ghoshal
Banno dhaani chunri mein maare lashkara
Channo chaandi jaisa tumhara chamkara
Haye banno dhaani chunri mein maare lashkara
Channo chaandi jaisa tumhara chamkara
Ja mehndi racha ke inn haathon mein zara
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
Piya rang rangeela, shehtoot se raseela
Tum kha na jaana banno usse
Dikhne mein robeela, thoda sa hai sharmeela
Tum hi rachaana banno usse
Haye jiya rang rangeela, shehtoot se raseela
Tum kha na jaana banno usse
Dikhne mein robeela, thoda sa hai sharmeela
Tum hi rachaana banno usse
Ho aise waise jaise bhi ya pakde kalaiyaan
Jaare waali raaton mein jee le ke rajaiyaan
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
Bann ke dulhal
Saajan ke sang
Jaao ji sasural munia
Saanson ke sarhaane, yaadein barse batiyaane
Baitho toh piya beho nazar
Saari baatein peechay, tum jaana na na meechay
Bula le piya beethar agar
Ho saanson ke sarhaane, yaadein barse batiyaane
Baitho toh piya beho nazar
Saari baatein peechay, tum jaana na na meechay
Bula le piya beethar agar
Ho chipki ho raatein dheeli, ho chaarpaayian
Kothe pe biccha ke aise dekhun chataiyaan
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
Banno dhaani chunri mein maare lashkara
Channo chaandi jaisa tumhara chamkara
Banno dhaani chunri mein maare lashkara
Channo chaandi jaisa tumhara chamkara
Ja mehndi racha ke inn haathon mein zara
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
Kaatun piya ji ka charkha, jaao ji sasural munia
Raaton ko chaahat ki barkha, jaao ji sasural munia
Lyrics Song: Saude Bazi
Singers: Anupam Amod
Seedhay saade saara saula seedha seedha hona jee
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona jee
Aaja dil ki karein saude baazi, kya naraazi arrey aare aare yaar
Seedhay saade saara saula seedha seedha hona jee
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona jee
Aaja dil ki karein saude baazi, kya naraazi arrey aare aare yaar
Sauda hai dil ka yeh, tu kar bhi le
Mera jahaan baahon mein tu bhar bhi le
Saude mein de kasam, kasam bhi le
Aake tu nigaahon mein sanwar bhi le
Sauda udaanon ka hai ya aasmaano ka hai
Le le udaane meri, le mere par bhi le
Sauda umeedon ka hai, khwaabon ka neendon ka hai
Le le tu neendein meri, naino mein ghar bhi le
Seedhay saade saara saula seedha seedha hona jee
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona jee
Aaja dil ki karein saude baazi, kya naraazi arrey aare aare yaar
Dil kahe tere main honton se, baaton ko chupke se loon utha
Uss jagah dheere se, haule se, geeton ko apne main doon bitha
Ho dil kahe tere main honton se, baaton ko chupke se loon utha
Uss jagah dheere se, haule se, geeton ko apne main doon bitha
Sauda taraanon ka hai, dil ke fasaano ka hai
Le le taraane mere, honton pe dhar bhi le
Sauda ujaalon ka hai, roshan khayalon ka hai
Le le ujaale mere, aaja nazar bhi le
Seedhay saade saara saula seedha seedha hona jee
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona jee
Aaja dil ki karein saude baazi, kya naraazi arrey aare aare yaar
Seedhay saade, seedha seedha.
Maine tum ko, tune main ko
Main kabhi bhoolunga na tujhe, chaahe tu mujhko dena bhula
Aadatein jaisi hai tu meri, aadatein kaise bhoolun bhala
Oo main kabhi bhoolunga na tujhe, chaahe tu mujhko dena bhula
Aadatein jaisi hai tu meri, aadatein kaise bhoolun bhala
Sauda yeh vaadon ka hai, yaadon iraadon ka hai
Le le tu vaade chaahe tu toh mukar bhi le
Sauda ishaaron ka hai, chaahat ke maaron ka hai
Le le ishaare mere, inn ka asar bhi le
Seedhay saade saara saula seedha seedha hona jee
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona jee
Aaja dil ki karein saude baazi, kya naraazi arrey aare aare yaar
Seedhay saade saara saula seedha seedha hona jee
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona jee
Aaja dil ki karein saude baazi, kya naraazi arrey aare aare yaar

Waka Waka (This Time for Africa / Esto es Africa) by Shakira with Freshly ground, Music Lyrics and Video